Reservation:- Aaj ka topic hai reservation,kya hota hai reservation,kab reservation laya gaya tha aaie aaj hum aapko reservation ke tathya se awgat karwate hai.
Desh ke Aazadi ke baad BABA Bhimrao Ambedkar ji ne reservation(AArakshan) lekar aae,uska karan tha ki us samay pichde jati ka bura haal tha,unke upar kafi atyachar hua karta tha,unke paas paise nahi the ki we achi tarah aapna jeevan yapan kar sake achi siksha prapt kar sake,unki is halat ko dekhte hue Ambedkar ji ne Aarakshan 50 saal ke lie Samvidhaan me paarit kiya taaki pichdi jaati pragati kar sake.
Lekin aaj reservation ek chalan ban gaya hai sabko Aarakshan chahiye,us samay ki baat alag thi ab pichri jaati bhi pragatishil hai,
Aarakshan ke karan jo Deserving candidate hote hai unhe wo post nahi milti,wo kote ke aadhar par un logo ko mil jati hai jo us paad ke lie yogya nahi hote,aur yaha ye jaana bhi bahut jaruri ha ki kaise ye hamare samaj aur hamare desh pe iska prabhav parega,
Example:-SSC(School service commission:-Cut off %-Gen-90%,Sc%80%,OBC-75%),,is tarah jo deserving candidate hote hai unhe upyukt post nahi mil pata hai,isse janta me Asantosh ki bhawna badhegi aur Desh ke pragati par bhi kafi asar parega.
Arakshan kisi jati aur dharm ke aadhar par nahi honi chahiye,Aarakshan kisi ke aarthik condition ke aadhar par hini chahie.
JAi Hind
No comments:
Post a Comment